how to care for puppy

How To Care For 

man and puppy relation

     puppy



Hello friends,
Puppy ko 30 days hone ke bad puppy ke mother ka dudh (milk)  kam hona chalu hota hai. us time mai puppy ko cerelac dena start krta hu . aur kuch din bad mai dog food usme add krta hu. aur 50 days ke bad mai uska cerelac bund krta hu. cerelac bund 
krne ke bad mai dog food chalu rakhta hu . per day 25-30 g dog food 4 time dena chahiye. aur pure din me 25-30 g dahi puppy ko dena bahut important hai . because dahi se puppy ko calcium mila hai aur puppy ke body ka temperature kam rakhne me madat krta hai . puppy ko 1 din chodke 1/2 egg food me mix krke dina accha rahita hai. egg me protein aur calcium bhut rahita hai . puppy ki growth ke sath uski diet bhi badhana chahiye .
vaccination
              puppy ko 40 days ko deworming krna
bahut important hai aur 45 day ko vaccination bhi krna bahut important hai. vaccination, vitamin,  calcium, other medicine doctor se puchke hi lena.
              puppy ko apne family member ki tarh rakhna chahiye. puppy ke food dene ke timing fix rakhne chahiye. puppy ko rassi se bhandhna nhi chahiye. usko khula rakhna chahiye . puppy ko morning aur evening ko ghar ke bahar ghumne ke liye le jana chahiye. puppy ko acchi aadte pahile se hi lagani chiye. 

Comments

Popular posts from this blog

short information of my dog

german shepherd dog